puraani deewaaron ko jab dekhta hun kuch nakshe ubhar kar aatey hain
kahin haathi kahin ghode kahin panchi ban najar aatey hain.
ye silan ye papdiyaan deewaron par jaisey zindagi ke maayane sikhatey hain
jaisey ye kahtey hain badal do ab inn deewaron ke khushiyon ka rang
ye tutati hui papdiyaan shayad aisa hi kuch sikhatey hain
inn haathi ghode panchiyon ki tasveer tum dil me basaye rakhna
aur NEROLAC ke rang se deewaaron ki khushiyan yunhi sajaye rakhna.
NEROLAC:- rang, khushiyon ke...